Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeUrmila Matondkar
HomeUrmila Matondkar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab se nazrein mili o meri jaaneman had se badne laga mera deewaanapan ye meri aashiqui teri deewangi kal rahe na rahe aa gale lag jaa aa gale lag jaa jab se nazrein mili o mere jaaneman had se badne laga mera deewaanapan ye teri aashiqui meri deewangi kal rahe na rahe aa gale lag jaa aa gale lag jaa jab se tumhara saath mila hai betabiyon ka ik silsilla hai dekhun jhidhar main aaye nazar tu har aaine mein chehra tera hai baaton ki garmi saanson ki khushboo bas mein nahin main bas mein nahin tu kaise sambhaloon khud ko bataaoon chhaane laga hai pyaar ka jaadoo dil ki aawaaz hai jo hai bas aaj hai kal rahe na rahe aa gale lag jaa aa gale lag jaa aa gale lag jaa aa gale lag jaa badhti hi jaaye ye beqaraari tumne chura li neendein humaari katti hain raatein karvat badal ke haan ek jaisi hai haalat humaari lab chup rahe to aankhon se kehna mushkil hai tumse ab door rehna isharon mein hongi muhabbat ki baatein kuch main kahoongi kuch tum bhi kehna tere deedar ke lamhein
ishq mein kho gaye asar bhi nahin mar mite hum inhen khabar bhi nahin aaiye aa jaaiye aa hi jaaiye aaiye aa jaaiye aa hi jaaiye yun na reh reh ke humein tarsaiye o aaiye aa jaaiye aa hi jaaiye yun na reh reh ke humein tarsaiye shola sard sard kyun hai meetha dard dard kyun hai paani kyun lage sharaara bataana saansein garm garm kyun hain yeh lab narm narm kyun hain chhuke chhuke mere yaara bataana uljhi latein suljhaiye inko sanam aise na bikhraiye jaaiye le jaaiye dil le jaaiye yun na reh reh ke humein tarsaiye pa dha ge re sa pa dha ge re sa pa dha ge re sa pa dha ma ga re sa re sa ni ma pa dha ge re sa pa dha ge re sa ni sa ga ma pa ma pa ga ma ga ga re sa ni sa koi pyaas pyaas hogi mann mein aas aas hogi dilbar ki talaash hogi mehbooba aadhi raat raat hogi saari baat baat hogi pal pal paas paas hogi mehbooba ye pyaar na thukraiye jaaneman is pal ko mehkaaiye aise na ghabraaiye na ghabraaiye yun na reh reh ke humein tarsaaiye o aaiye aa jaaiye aa hi jaaiye yun
aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun banaaye aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun banaaye ek meraa tha hai daag doosra hai saaf saaf sab ki nazar uspe jaaye haay wohi toh hai meri hai wohi toh ke jisko dekh dekh chaand jalta hai wohi toh hai meri hai wohi toh ke jisko dekh dekh chaand jalta hai rab ne kaha ae aasman use bhej kar zameen pe hum bhi pachhtaye haay wohi toh hai meri hai wohi toh ke jisko dekh dekh chaand jalta hai wohi toh hai meri hai wohi toh ke jisko dekh dekh chaand jalta hai usko dekh phoolon ko hoti hai jalan kyun ki uski khushbu mein hai sabhi magan woh guzre door se hawa ke shor se uske aane ka pata chale yahan sabhi yeh jaane aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun banaaye aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun banaaye saat rang duniya mein hote hain magar aathvan kahan hai kise hai kya khabar jo usko dekh le woh pal mein jaan le rang kyun kare hai koshishen rang ek banaane aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun
baadlon se kaat kaat ke kaagzon pe naam jodna baadlon se kaat kaat ke kaagzon pe naam jodna ye mujhe kya ho gaya are ye mujhe kya ho gaya doriyon se baandh baandh ke raat bhar chaand todna ye mujhe kya ho gaya ye mujhe kya ho gaya ek baar tumko jab baraste paaniyon ke paar dekha tha yun laga tha jaise gungunata ek aab shaar dekha tha ek baar tumko jab baraste paaniyon ke paar dekha tha yun laga tha jaise gungunata ek aab shaar dekha tha tab se meri neend mein barasti rehti ho bolti bahot ho aur hansti rehti ho jo tujhe jaantaa na hoo usse tera naam poochhana ye mujhe kya ho gaya ye mujhe kya ho gaya ye mujhe kya ho gaya dekho yun khule badan tum dekho yun khule badan gulaabi saahilon pe aaya na karo tum namak bhare samandron mein iss tarah nahaaya naa karo saara din chaandani si chhayi rehti hai aur gulaabi dhoop baukhlaayi rehti hai jaamunon ki narm daal pe naakhunon se naam khodna ye mujhe kya ho gaya ye mujhe kya ho gaya baadlon se kaat kaat ke kaagzon pe naam
Deewane Do Dil Mile
dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagiiiiii dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagiiiiii dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagiiiiii dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagiiiiii dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi dillagi kahaani hai dil ki saari baaton ki jagmagaati suboh ki geet gaati raaton ki dillagi taranaa hai pyaar ka muhabbat ka dillagi fasaana hai aarzoo ka hasrat kaa dillagiiiiii hooo dillagi dillagiiiiii hooo dillagi dillagi dillagi hooo dillagi ke daaman mein dil ki sau umange hain dillagi ke aanchal mein nit nayi tarange hain zindagi ko mehkaa de dillagi wo khushboo hai zindagi ko behkaa de dillagi wo jaadoo hai dillagiiiiii dillagi dillagiiiiii dillagi titliyon ko phoolon se dillagi milaati hai rang saare kaliyon mein dillagi hi laati hai titliyon ko phoolon se dillagi milaati hai rang saare kaliyon mein dillagi hi laati hai
sapnon ke des mein palkon ki chaanv mein pyaar ke naam ka woh jo ek mod hai haan ussi mod par maine dekha tumhen to mujhko lagaa tum ho khilti kali tum ho chanchal kiran chhalki chhalki nadi mehka mehka chaman tumse hai taazgi tumse hai zindagi to maine kaha haan haan yeh pyaar hai aur ab toh khul ke mujhko iqraar hai main deewana hoon mujhe pyaar hai sun le dilrubaa haan haan yeh pyaar hai aur ab toh khul ke mujhko iqraar hai main deewana hoon mujhe pyaar hai sun le dilrubaa main to hairaan hoon kya kahoon kya kahoon zulf ya raat hai chehra ya chandni honth ya phool hain baat ya ragini kise hai pataa ae haseen ae haseen dilruba dilnasheen mere dil mein hai kya tum nahin jaanti kab se khamosh hoon sochta hoon kahoon jo na kah saka haan haan yeh pyaar hai aur ab toh khul ke mujhko iqraar hai main deewana hoon mujhe pyaar hai sun le dilrubaa haan haan yeh pyaar hai aur ab toh khul ke mujhko iqraar hai main deewana hoon mujhe pyaar hai sun le dilrubaa
aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa hoooo hoooo hoooooooo haath chhute bhi to rishte nahin chhuta karte haath chhute bhi to rishte nahin chhuta karte waqt ki shaakh se waqt ki shaakh se lamhen nahin toota karte haath chhute bhi to rishte nahin chhuta karte aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa hoooo hoooo hoooooooo hoooo hoooo hoooooooo hoooo hoooo hoooooooo jisne pairon ke nishaan bhi nahin chhode peechhe jisne pairon ke nishaan bhi nahin chhode peechhe uss musaafir kaaaaa uss musaafir ka pata bhi nahin poochha karte haath chhute bhi to rishte nahin chhuta karte tune aawaaz nahin di kabhi mud ke warna tune aawaaz nahin di kabhi mud kar warna hum kai sadiyaan hum kai sadiyaan tujhe ghumke dekha karte haath chhute bhi to rishte nahin chhuta karte sa sa pa pa pa pa pa pa pa pa pa dha ma dha ma sa sa pa pa pa pa pa pa pa pa pa dha ma pa dha sa sa dha dha dha dha dha dha dha dha dha pa ma pa dha ni ni ni ni ni ni sa sa ni ni ni ni ni ni dha ni sa aaaaaa
sa re ga pa dha pa ga re ga pa re sa dha sa re ga pa dha pa ga re ga pa re sa aaaaaaaa ishq mein dil ko paagal paagal paagal banaa baithe aaaaaaaaa aaaaa aaaaa unnse nazren kya mili aaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa ishq mein dil ko paagal paagal paagal banaa baithe unnse nazren kya mili unnse nazren kya mili hosh o hawas hum to hum to hum to ganwaa baithe unnse nazren kya mili unnse nazren kya mili unki baaten unka charcha shaam savere karte hain ehsaason ki odh ke chaadar pal pal jeete marte hain hum to khud ko dheere dheere dheere bhulaa baithe unnse nazren kya mili ishq mein dil ko paagal paagal paagal banaa baithe unnse nazren kya mili sa re ga pa dha pa ga re ga pa re sa dha sa re ga pa dha pa ga re ga pa re sa aaaaaaaa saaya ban ke saath chale jo unki hi parchhaayi hai paagalpan hai khaamoshi hai chaaron taraf tanhaayi hai hum palkon mein sapne sapne sapne sajaa baithe unnse nazren kya mili ishq mein dil ko paagal paagal paagal banaa baithe unnse nazren kya
kambakth ishq hai jo saara jahaan hai wo kab aata hai kab jaata hai par rehta hai jab tak ye kambakth jannat dikhaata hai kambakth ishq hai jo saara jahaan hai wo kab aata hai kab jaata hai par rehta hai jab tak ye kambakth jannat dikhaata hai kambakth ishq hai jo saara jahaan hai wo kab aata hai kab jaata hai par rehta hai jab tak ye kambakth jannat dikhaata hai hey ye ishq ishq himmat hai ye ishq ishq kismat hai ye ishq ishq taakat hai ye ishq dil ki daulat hai ye ishq ishq himmat hai ye ishq ishq kismat hai ye ishq ishq taakat hai ye ishq dil ki daulat hai ye ishq na mit paayega tu ishq mein mit jaayega hai ishq mein mitna aisa koi naya janam ho jaisa kambakth ishq hai jo saara jahaan hai wo tadpata hai ho tarsaata hai par rehta hai jab tak ye kambakth jannat dikhaata hai dil dil mein basa hai aise patthar pe lakeerein jaise isse bachana hai mushkil bachana chaahe to kaise dil dil mein basa hai aise patthar mein lakeerein jaise isse bachana hai mushkil bachana
kitna pyar karte hain tumhein sanam mere dil se poochh lo na kitna pyar karte hain tumhein sanam mere dil se poochh lo na mere dil se poochh lo na bina saas kaise jiye jaa rahe hain hum mere dil se poochh lo na mere dil se poochh lo na poochh lo na mere dil se poochh lo na mere dil se poochh lo na maine tere naam saari zindagi kar di khaabon mein tanhaaiyon ki saadgi bhar di kyun sitamgar hai khudaai kaisi hoti hai judaai kitna sakht hota hai yeh doori ka ghum mere dil se poochh lo na mere dil se poochh lo na behte ashkon mein chhupi hai pyar ki baatein lamha lamha yaad aati wo mulaakatein chaahton ki tuti ladiyaan kaise kat ti hai ye ghadiyan kiss tarah se karti hain sadayein sitam mere dil se poochh lo na mere dil se poochh lo na kitna pyar karte hain tumhein sanam mere dil se poochh lo na mere dil se poochh lo na
jai ommm jaiiiiiii heyyyyyyy aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa poorab se jab sooraj nikle sindoori ghan chhaaye pawan ke pag mein nupur baaje mayur mann mera gaaye poorab se jab sooraj nikle sindoori ghan chhaaye pawan ke pag mein nupur baaje mayur mann mera gaaye mann mera gaaye om namah shivaaye om namah shivaaye om namah shivaaye oooom namah shivaaye om namah shivaaye om namah shivaaye om namah shivaaye oooom namah shivaaye oooom namah shivaaye om namah shivaaye om namah shivaaye om namah shivaaye oooom namah shivaaye pushp ki maala thaal sajaaun gangaa jal bhar kalash mein laaun nav jyoti ke deep jaalaun charnon mein neet sheesh jhukaaun bhaav vibhor ho ke bhakti mein rom rom ram jaaye hooo mann mera gaaye om namah shivaaye om namah shivaaye om namah shivaaye oooom namah shivaaye om namah shivaaye om namah shivaaye om namah shivaaye oooom namah shivaaye ooooo ooooo ooooo laaaa aaaa laaa
Poochho Na Yaar
pyaar tune kya kiya hmm hmm hmm hmm hmm hmm kya kiya ek hi pal mein achaanak pyaar tune kya kiya aye pyaar tune kya kiya ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniyaa di hai nayi khushiyaan pyaar tune kya kiya aye pyaar tune kya kiya ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniyaa di hai nayi khushiyaan pehli dafaa use dekh kar hone laga kuchh aisa asar pehli dafaa use dekh kar hone laga kuchh aisa asar khud se huyi main bekhabar main hoon yahaan dil mera hai wahaan pyaar tune kya kiya aye pyaar tune kya kiya ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniyaa di hai nayi khushiyaan tu de raha hai ehsaas ye jaise koi mere paas hai tu de raha hai ehsaas ye jaise koi mere paas hai jiske badan ko chhoo kar mere badan ko chhoo rahi hai hawaa pyaar tune kya kiya aye pyaar tune kya kiya ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniyaa di hai nayi khushiyaan pyaar tune kya kiya aye pyaar tune kya kiya ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniyaa di hai nayi khushiyaan
haaye bada dard hoye bada dard hoye humri kalaayi mein bhaang ki pisaayi mein naa rang daalo o rang daalo rang daalo phenko gulaal o bolo sara rara kar do sabko laal laal o bolo sara rara hey sara rara rara sara rara raaaaa rang daalo phenko gulaal o bolo sara rara haan rang daalo phenko gulaal o bolo sara rara aayi aayi aayi dekho chhoriyon ki toli pyaar ki pichkaariyon se maar degi goli mohe se phaagun mein kaahen raar kare chhup chhup ke nazariyaan se waar kare hum aaye o hum aaye karne dhamaal to bolo sara rara rang daalo phenko gulaal o bolo sara rara are choliyon se chhalke gori goriyon kaa joban hosh udd jaayen bas mein rahe naa ye mann are jaa re bhangedi matwaale kaahe nainan se jaadoo daale humen kar do ho humen kar do kar do nihaal o bolo sara rara rang daalo phenko gulaal o bolo sara rara aaye sarraaraa rara saraa rara rang daalo o rang daalo phenko gulaal o bolo sara rara kar do sabko laal laal o bolo sara rara rara rara haan aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa
Ruki Ruki Thi Zindagi
sapne mein milti hai o kudi meri sapne mein milti hai saara din ghunghtein mein band pudiya si oye oye oye oye saara dil ghunghtein mein band pudiya si ankhiyon mein khulti hai sapne mein milta hai o munda mera sapne mein milta hai saare din sadkon pe khaali rikshe sa haai saare din sadkon pe khaali rikshe sa pichhe pichhe chalta hai oye hoy kori hai karaari hai bhun ke utaari hai kabhi kabhi milti hai ho kudi meri ve ooncha lamba kad hai chauda bhi had hai door se dikhata hai o munda mera haan haan haan dekhne mein tagda hai jangal se pakda hai seeng dikhata hai hai paaji hai sharier hai ghumti lakeer hai chakraa ke chalti hai kache pakke beroon se chori ke sheron se dil behlata hai ve munda mera munda mera haaye gora chitta rang hai chaand ka palang hai chaandani mein dhoolti hai o kudi meri aa aa aa aa aa a o a kudi meri aa aa haa haa doodh ka ubaal hai hansi to kamaal hai motiyon mein tulti hai neem sarifon ke avye lateefon ke kisse sunaata hai sapne mein milta
suna tha dekha na tha samjha na tha jaana na tha suna tha dekha na tha samjha na tha jaana na tha haan kya yahi woh pyaar hai ye jo mujhe ho gaya suna tha dekha na tha samjha na tha jaana na tha are kya yahi woh pyaar hai ye jo mujhe ho gaya mere honth gaaye taraane usi ke woh aayen na jaayen khayaalon se kyun hai haal aisa deewano ke jaisa koi to bata de huaa kya hai kya yahi woh pyaar hai ye jo mujhe ho gaya suna tha dekha na tha samjha na tha jaana na tha suna tha dekha na tha samjha na tha jaana na tha main chalta hoon rukta hoon phir sochta hun sama kaisa jaadu jagaata hai agar mast hoon main to masti ye kya hai mere saath ye silsila kya hai kya yahi woh pyaar hai ye jo mujhe ho gaya suna tha dekha na tha samjha na tha jaana na tha suna tha dekha na tha samjha na tha jaana na tha are kya yahi woh pyaar hai ye jo mujhe ho gaya la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la a la la la la laaa kya yahi woh pyaar hai
hoyee tan mein agni jaageeeee tan mein agni jaage jaane kaisa laage tan mein agni jaage jaane kaisa laage aaj ho na hai na jaane kyaaa ho pagla ye mann laage tere pichhe bhaage pagla ye mann laage tere pichhe bhaage ho gaye hum bhi deewane kyaaa ho tan mein agni jaageeeee jaane kaisa laage pagla ye mann laage tere pichhe bhaage tumne jo dekha mujhe mera dil yun dhadka hoo nas nas jal uthi shola jaise koi bhadka ho tumne jo dekha mujhe mera dil yun dhadka hoo nas nas jal uthi shola jaise koi bhadka hoo koi dil ko ab sambhale kyaaa tan mein agni jaageeeee jaane kaisa laage hoo pagla ye mann laage tere pichhe bhaage tan tera machle to aanchal yun dhalke ho koi bhara jaam jaise zara bhi hille to chhalke tan tera machle to aanchal yun dhalke hoo koi bhara jaam jaise zara bhi hille to chhalke nain ye hain mad ke pyaale kyaaa pagla ye mann laage tere pichhe bhaage pagla ye mann laage tere pichhe bhaage ho gaye hum bhi deewane kyaaaa ho tan mein agni jaageeeee jaane kaisa
tu mere paas bhi hai tu mere saath bhi hai tu mere paas bhi hai tu mere saath bhi hai phir bhi tera intezaar hai tu mere paas bhi hai tu mere saath bhi hai phir bhi tera intezaar hai tu mere paas bhi hai ha ha ha ha ha ha tu mere saath bhi hai aa tere liye suraj ugaaya hai aa tere liye rasta bichhaaya hai aa tere liye suraj ugaaya hai aa tere liye mausam mangaaya hai aa yeh jahan ek paar hai tu mere paas bhi hai tu mere saath bhi hai tu mere paas bhi hai tu mere saath bhi hai ae maahi re ae maahi re ae chalo chalen chalte hi chalte hi chalte rahen ae chalo chalen chalte hi chalte hi chalte rahen aao khoob hansen hanste hi hanste hi hanste rahen dil pe kahan ikhtiyaar hai tu mere paas bhi hai tu mere saath bhi hai tu mere paas bhi hai tu mere saath bhi hai phir bhi tera intezaar hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Gale Lag Jaa Aa Gale Lag Jaa (1994) 05:41 31528
 
Poster of Aa Gale Lag Jaa (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Nawab Arzoo
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Jugal Hansraj, Urmila Matondkar
Duration : 05:41   Song Number : 31528   

Aaiye Aa Jaaiye Lajja (2001) 06:44 40127
 
Poster of Lajja (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Anuradha Sriram
On Screen Actors- 
Urmila Matondkar
Duration : 06:44   Song Number : 40127   

Aasman Kehta Hai Rab Se Mast (1999) 05:10 36753
 
Poster of Mast (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Nitin Raikwar
Music Director- 
Sandeep Chowta
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Aftab Shivdasani, Urmila Matondkar
Duration : 05:10   Song Number : 36753   

Badalon Se Satya (1998) 06:03 18746
 
Poster of Satya (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Vishal
Music Director- 
Vishal
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Urmila Matondkar, J D Chakravarthy
Duration : 06:03   Song Number : 18746   

Deewaane Do Dil Mile Kudrat (1998) 06:40 40004
 
Poster of Kudrat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Akshaye Khanna, Urmila Matondkar
Duration : 06:40   Song Number : 40004   

Dillagi Dillagi (1999) 06:09 18597
 
Poster of Dillagi (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit, Shankar Ehsaan Loy
On Screen Actors- 
Bobby Deol, Urmila Matondkar
Duration : 06:09   Song Number : 18597   

Haan Haan Yeh Pyaar Hai Dillagi (1999) 04:32 36357
 
Poster of Dillagi (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Abhijeet, Chorus
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Urmila Matondkar
Duration : 04:32   Song Number : 36357   

Haath Chhute Bhi To Rishte Nahi Chhuta Karte Pinjar (2003) 06:52 12068
 
Poster of Pinjar (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Uttam Singh
On Screen Actors- 
Urmila Matondkar, Sanjay Suri, Priyanshu
Duration : 06:52   Song Number : 12068   

Ishq Mein Dil Ko (Part 1) Banaras (A Mystic Love Story) (2006) 05:14 16897
 
Poster of Banaras (A Mystic Love Story) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Ashmit Patel, Urmila Matondkar
Duration : 05:14   Song Number : 16897   

Kambakth Ishq Pyaar Tune Kya Kiya (2001) 06:08 18703
 
Poster of Pyaar Tune Kya Kiya (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Nitin Raikwar
Music Director- 
Sandeep Chowta
On Screen Actors- 
Fardeen Khan, Urmila Matondkar
Duration : 06:08   Song Number : 18703   

Kitna Pyar Karte Hain Banaras (A Mystic Love Story) (2006) 06:15 16898
 
Poster of Banaras (A Mystic Love Story) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Urmila Matondkar
Duration : 06:15   Song Number : 16898   

Poorab Se Banaras (A Mystic Love Story) (2006) 06:17 16899
 
Poster of Banaras (A Mystic Love Story) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Urmila Matondkar
Duration : 06:17   Song Number : 16899   

Puchho Na Yaar Mast (1999) 05:08 38756
 
Poster of Mast (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Nitin Raikwar
Music Director- 
Sandeep Chowta
On Screen Actors- 
Urmila Matondkar, Aftab Shivdasani
Duration : 05:08   Song Number : 38756   

Pyaar Tune Kya Kiya Pyaar Tune Kya Kiya (2001) 04:42 18704
 
Poster of Pyaar Tune Kya Kiya (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Nitin Raikwar
Music Director- 
Sandeep Chowta
On Screen Actors- 
Fardeen Khan, Urmila Matondkar
Duration : 04:42   Song Number : 18704   

Rang Daalo Banaras (A Mystic Love Story) (2006) 05:31 16900
 
Poster of Banaras (A Mystic Love Story) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Ashmit Patel, Urmila Matondkar
Duration : 05:31   Song Number : 16900   

Ruki Ruki Thi Zindagi Mast (1999) 04:55 38754
 
Poster of Mast (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Nitin Raikwar
Music Director- 
Sandeep Chowta
On Screen Actors- 
Urmila Matondkar, Aftab Shivdasani
Duration : 04:55   Song Number : 38754   

Sapne Mein Milti Hai Satya (1998) 05:24 18695
 
Poster of Satya (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal
Duration : 05:24   Song Number : 18695   

Suna Tha Mast (1999) 04:04 38755
 
Poster of Mast (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Nitin Raikwar
Music Director- 
Sandeep Chowta
On Screen Actors- 
Urmila Matondkar, Aftab Shivdasani
Duration : 04:04   Song Number : 38755   

Tan Mein Agni Jaage Drohi (1992) 04:50 13187
 
Poster of Drohi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Nagarjuna, Urmila Matondkar
Duration : 04:50   Song Number : 13187   

Tu Mere Paas Bhi Hai Satya (1998) 05:39 38241
 
Poster of Satya (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
On Screen Actors- 
J D Chakravarthy, Urmila Matondkar
Duration : 05:39   Song Number : 38241   
Karaoke Songs of urmila matondkar, Sad Songs of urmila matondkar, Love Songs of urmila matondkar, Dance Songs of urmila matondkar, Hip-hop songs of urmila matondkar, Best songs of urmila matondkar, Super hit songs of urmila matondkar, hit songs of urmila matondkar, duet songs of urmila matondkar, solo songs of urmila matondkar, old songs of urmila matondkar, famous songs of urmila matondkar, Hindi Karaoke Songs of urmila matondkar, Hindi Sad Songs of urmila matondkar, Hindi Love Songs of urmila matondkar, Hindi Dance Songs of urmila matondkar, Hindi Hip-hop songs of urmila matondkar, best Hindi songs of urmila matondkar, super hit Hindi songs of urmila matondkar, hit Hindi songs of urmila matondkar, duet Hindi songs of urmila matondkar, solo Hindi songs of urmila matondkar, old Hindi songs of urmila matondkar, famous Hindi songs of urmila matondkar, Sing Along Songs of urmila matondkar, Sing Along Sad Songs of urmila matondkar, Sing Along Love Songs of urmila matondkar, Sing Along Dance Songs of urmila matondkar, Sing Along Hip-hop songs of urmila matondkar, Sing Along Best songs of urmila matondkar, Sing Along Super hit songs of urmila matondkar, Sing Along hit songs of urmila matondkar, Sing Along duet songs of urmila matondkar, Sing Along solo songs of urmila matondkar, Sing Along old songs of urmila matondkar, Sing Along famous songs of urmila matondkar